Yahaan dhaan kutai machine, rotavator, tel perne ki machine, aata pisai machine aadi sabhi prakaar ke krishi yantron ka nirmaan (banaya), repair aur maintenance ki jaati hai. Sabhi machines majboot material se taiyaar ki jaati hain aur kisanon ki zaroorat ke anusaar kaam karti hain.